Mere rang ko galti se tum naa samjho kora,
Isi mey samaaye indradhanushi saaton rang,
Jo dikhe aapko zindagi saadagi bhari kisi ki,
To aap yun samjho satrangi hai duniya uski,
Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
Pichkari ki Dhar,
Gulal ki bauchar,
Apno ka pyar,
Yahi hai yaaron holi ka tyohar.
Happy Holi!!!!
Gul ne gulshan se gulfam bheja hai,
Sitaro ne aasman se salaam bheja hai,
Mubaraq ho aapko holi ka tyohar,
Humne dil se yeh paigam bheja hai.

No comments:
Post a Comment